Hindi sex story



Hindi sex story


Re: sex hi sex part 5

Posted: 06 Jun 2013 10:27 PM PDT

thanks dear. i was busy now a days thats why anyway i will try to update soon

Re: SAFAR-E-AWAARGI

Posted: 06 Jun 2013 09:34 PM PDT

First of all aap sab members ka shukriya jinho ney meri pehli kaavish ko pasand kiya. Mein yaha sab member ke comments ko bari bari reply karta hu: -

@delip93: Story buhat ziyada lambi hay aur bachpan mey sex related to aisey wakiyat nahi huway jo yaha likhay jatay aur secondly bachpan main plot se hatt ke hay, iss liye bachpan ko chor diya gaya.

@blackrose0091: Aap ke comment sab se ziayda tankeedi laga aur shayad isi liye jawab deyni dushwaar ho raha hay lekin aap ke comment ney buaht hosla diya hay.
Interview english mey iss liye likha ta ke original baat jo bhi huwi aur jaisey bhi huwi woh story ka hissa banay aur translation iss liye ki ta ke jin members ko english nahi aati woh bhi samajh jayein ke kiya baat huwi.
Yeh sab wakeyat meri zindagi ka hissa hein, mota mota to sab yaad hay lekin sab kuch detail mey khaas taur pe scene, mahool aur phir uss ko story ke lihaz se 1 manzar mey tabdeel karna, yeh meray liye kaafi mushkil kar raha hay lekin meri poori koshish hay ke eik eik baat ko yaad kar ke phir hei likhu lekin ziyada wait bhi na karwao aap sab members ko.
Aap se mer request hay ke kindly meri thori help karein ke writing skills ko kiya aur kaisey improve karu because I am not a writer aur bas jo yaad aata gaya, ussay likhta gaya. Aap mujhay PM ya email kar ke bhi bata saktay hein.

@tanveer_khan: Kahani wakai kaafi lambi hay aur aap ney theek kaha ke kahani ka plot samajhna buhat asaan hay lekin halaat o wakiyaat aisey hein ke. Yeh true story hay so iss mey plot se khelnay ki gunjaish kam hay aur meri yehi koshish hay ke apni taraf se mirch masala buhat kam dalu aur keefiyat pe ziyada dhayan du. Jahan tak uncomfortable ki baat hay, thora wait kar lein, sab samajh aa jaye ga ke kiyu uncomfortable hu. Baki meri mehnat sirf itni hay ke sab halaat aur wakiyaat ko story ki shakal kaisey du.

@NR: Ap sab meharbaano ka sath raha to zaroor acha nikhaa hoga. Meri poori koshish hogi ke story ko achay andaz mey biyaan kar ke aap sab ke achay comments hasil kar saku.

Members aap sab ka buhat shukriya ke mujhay support kiya aur mein ney jis tarha pic posting mey apna maeyar banay hay, koshish ogi ke ussi maeyar ki story likhu.

Re: Meethi Yaadain (chit chat)

Posted: 06 Jun 2013 09:26 PM PDT

Fakhir nami Ek ladka tha jiska kam tha k ladki ban kr mobile pe logon se baten karna aur paisy khana. Ab huwa ye k us kanjar ne ek dost ki g.f ka nam use kr k bray pangay dalay. Bad mein hamen pta chala bra gusa aaya.
Hum ne kya kiya k ek dost ko number dia uska wo ladka kamal ki had tak ladki ki awaz copy kr leta tha aamne samne b pta ni chalta tha k ladka bol raha hy to mobile pe kya pta chalta.
Nam hy uska asif.
Ab asif ne Anum ban kr fakhir se bat shuro kardi.
Kai dafa load b khaya usne.
Ek mah mein fakhir ji milne ko tarapne lage.
Asif ne kaha k ok park mein milte hain tum wahan aa jana main b aa jaon gi aur mil lain ge.
Asif ne hum doston ko btaya k murgha phans geya hy.
Hum ne buht pehle se plan banaya huwa tha.
Sham 6 bje ka plan tha garmiyan thein aur garmi mein sham k waqt har park mein rush hota.
Hum koi 8,9 ladke 6 bje se pehle hi wahan puhanch gaye.
Ab fakhir aaya aur laga msg karne aur anum ko dhoondne.
5,6 msgs k bad asif ne reply dia k main puhanch gai hon.
Fakhir ne pocha k kese kapre pehne hain btao. Aese kese pehchanon.
Hum sb ne ird gird daikha samne ek ladki bethi thi pink color mein uske pas rat ki rani ka poda tha.
Asif ne wohi huliya fakhir ko btaya.
Ab fakhir hazor bray fakhar k sath chalte huwe us ladki k pas puhancha aur sala jate hi sath beth geya hahahaha
Ladki to cheekh uthi usne shor macha dia
Fakhir ne bri koshish ki usy chup karane ki may be wo ho b jati par plan k mutabiq hum sb dost bhag kr sar pe puhanch gaye aur pochne lage kya huwa kya huwa?
Ladki boli ye mujhe tang kr raha hy kehta tm se milne aaya hn . Main ni janti isko.
Hum ne to aao daikha na taao fakhir ko pakar kr dho dala sath mein aur log b aa gaye ye latain ye thuday hahahahahaha
Jb usko chor dia aur bechara phatay kapre jhaarta huwa khara huwa to asif bola
Oey fakhir balum
Main hon teri anum
Hahahahahaha
Becharay ka rone wala moun ban geya aur ghoorta huwa chala gya aj b wo sb yad kr k hum buht hanste hain.

Re: Meethi Yaadain (chit chat)

Posted: 06 Jun 2013 08:37 PM PDT

Monday ka din tha girls college main funfare ka programe tha meri apni GF k sath aaj 1st date thi. Meri GF se setting full hui wi thi us ne kaha tha funfare pe jaaon gi laiken college main entry nai maroon gi mujh se pehlay gate pe pohanch jana or bike pe ana. Wahan se KFC ya gulshan park main chalain gay.
Meri sallery abhi door thi aik dost se 2 piece manga aik dost se 1500 udhaar pakra or 6 7 din tarlay ker k aik dost ko raazi kia bike k liye.
Monday ka din aa gaya main ne manga hua pent coat zaib tan kia aik damm fit aya zehan main khiyal aya salay ne pata nai mere liye ee banwaya tha jaib main 1500 ginn k pooray dalay or janay se pehlay aik dost se sony erricson ka mob b mang lia. Ab reh gae jab dost ko call ki us ne kaha wo to bhai le k gaya hua hai pata nai kia masla hai late ho gaya hai bas anay wala ee hoga bas ye sun na tha saray mood ki chudd gae "Lun pe charh" keh k fone band kia. Or gussay main ghar se nikal parra.
Pick up adday se pick up pakri or more pe pohancha wahan se bus pe lamak k GRW city pohncha. Wahan se rikshaw lia or Govt college for women k gate se thora door ee khara hogaya. Main ne abhi tak GF ko sari bat nai batai thi k bike nai mili. Itnay main GF ka msg aya us ne kaha main bus pohanchnay wali hoon main ne kaha main gate pe pass ee khara hoon tu jaisy ee pohanchnay lagay aik msg ker daina.
Main wahan aik rikshaw walay se baat cheet ki or usay sari bat batai k yahan se aik larki ko pick kerna hai or KFC pe le k jana hai us ne kaha theek hai sahib main yahi hoon bas aik choti si call keru utni dair ap b wait ker laina wo rikshaw se utra or side pe ho k call kernay laga main bara ee exited tha. Itnay main GF ka msg aya kahan ho?? Main ne reply kia gate k pass khara hoon rikshaw ka number daikh k usay number batay sms pe or main ne kaha main rikshaw main beth k aa raha hoon gate k samnay break lagwaon ga tum bas rikshaw main beth nay ki kerna us ne OK ka sms send kia or main ne sms read kertay ee rikshaw ki pichli seat sanbhali. Or usay kaha chalo samnay GF right left garden ghuma rahi thi us ne rikshaw ka number daikha or rikshaw k kareeb aa gae main ne rikshaw walay k shoulder pe hath rakh k thora aasra kerny ka ishara kia. Jaisy ee rikshaw GF k kareeb pohncha us ne side window open ki or chalang maar k mere sath beth gae. Or beth tay ee mere shoulder pe mukka maar k kaha "Daffer main ne kaha tha bike le k ana" main ne apni battisi chammka k kaha "Ye ee apna aeroplan hai jan" rikshaw abhi chala ee tha k mere side wali window ka door open hua or aik awaz aai rikshaw side pe lagao. Main ne kaha aisy ee lagao chalao bhai aap. Laiken rikshaw walay ne kaha sahab ye baray loug hain police walay civil wardi main hain meri majboori hai ye kehtay ee us ne college gate se thora agay ker k rikshaw side pe laga dia. Aik bari si mooncho wala chehra rikshaw ki window main se namodaar hua or us ne poocha ye larki kon hai?? Main ne kaha meri cousin hai. Us ne kaha OK abhi pata chal jaye ga. Neechay utro dono. Main ne kaha janab meri cousin hai apko kia masla hai?? Us ne kaha hamain confirm ker lainay do k apki cousin hai hum apko janay dain gay hamain kia pata apki cousin hai ya ap isay kidnap kernay aye hain itnay main GF boli haan sahi keh raha hai main iski cousin hoon. Apni marzi se ja rahi hoon. Itnay main us muncho walay ne garaj dar awaz main kaha neechay utratay ho ya main utaroon?? Hum dono dartay dartay neechay utray. Us admi ne aik mulazim ko awaz di or kaha is larki ko ander college chor k aa bari madam k pass or is k kartoot bata k is k ghar walo ko bulwao tab tak hum in janab se nibarratay hain. Us ne mujhy bazu se pakra aik bike ki taraf le gaya or mujhy kaha betho peechay 125 bike thi main peechay beth gaya. Main ne coat ki jaib main hath dala 1000 ka note or 2 100 100 k note dorram durra ker k pent ki zip khol k Underwear main daal liye. Thora agay ja k aik do road morr k aik khuli jagha pe us ne bike khari ker li or mujhy kaha utro.
Main utar gaya itnay main aik cotton k suit main malboos aik or admi hamari taraf aa gaya. Us ne kaha "haan aik hoor aashiq pharr leyanda ee?"
moncho walay ne kehka laga k kaha "aaho  ay baray wadday poond nay KFC de chakkran ich ne"
mere zehan main fori torr pe rikshaw walay ki yakki yani uski mukhbri aa gae. Main ne kaha usi ne pain yuwai hai. Khair wo dono ne kaha daikho janab thannay jana hai ya yahi mukk mukka kerna hai?? Main ne kaha kia matlab? Us ne kaha kitnay paisy hain jaib main?? Main ne kaha 200 us waqt thay b 200 ya kuch tuttay pajjay jo karaya se bachay thay wo. Aik ne agay barh k talashi laina shuru ker di or waqei coat ki ander wali jaib se 200 or kuch chiller baramad hua. Us moncho walay ne kaha bari gall ay khawab KFC day tay jaib ich sirf 200. O mamma KFC tay aloo chollay nai mil de. Main ne dil main socha pain chod police walay hain ya marasi.
Main ne kaha sarkar ay tere karaye day paisy nay wapis jaan wastay KFC tay party tay o kuri nay daini si. Itni dair main mob pe sms ki bell hui main pocket main hath dala to daikha wo to mulazim k hath main tha. Us ne keycord open ker k sms read kia.
"jan main theek hoon tum kahan ho??"
mulazim ne ounchi awaz main sms read kia or read kertay ee hansnay laga. Or kaha "apki jana hamaray pass hai ji" acha chal hunn dass paisy kaddo tak leya sak na ain? Main ne kaha kairray paisy?? Kehta 10,000 rupay. 10,000 ka sunn k mere to tattay demag ko charh gaye. Us waqt main factory main kaam kerta tha meri monthly sallery 3200 thi. Main ne rota hua face bana k kaha janab main gareeb banda hoon mujhy janay do ya MOB ye pent coat sab maangi ka bas larki ko khush kernay aya tha. Aik mulazim ne kaha acha chal theek hai gareebo k liye khaas riyat ker daita hoon tu 5,000 le k aa ja 2 3 hours tak hum yahi hain tab tak ye MOB hamaray pass ee hai. Wo MOB dost ka tha kam az kam bhi 8 10 hazar ka tha. Main ne kaha janab sim to nikal do kisi ko paiso k liye call to ker sakoon. Us ne kaha haan ye bhi theek hai banda tu siyanna lag na aain. Aa le pharr tay jaldi aa jana.
Main ne sim pakri or chaltay chaltay sochnay laga kahan se laaon 5000  or ager mob na wapis mila to dost ko paisy dainay paray to is se dugna kharcha hoga kia keru kia na keru. Phir socha maa k lorro ne ager paisy le bhi mob na dia to?? Yehi sochtay huye road k kinaray chal raha tha k mere pass aik bike aa k khari hui 2 larkay thay young mammy daddy se glasses lagaye huye thay bari kutt k clean shave ki hui thi. Peechay bethay huye larkay ne poocha kia hua hai?? Kia pain yuwa rahay thay wo dono?? Main ne samjha shayed koi kaam ban jaye or baray ee masoom andaz main alif se ye tak sari kahani suna dali. Agay bethay huye larkay ne kaha suny yaar aaj in kutti k bacho ko sabaq sikha ee de yaar. Peechay betha larka jo shayed suny tha us ne kaha chal aa. Or thora sa agay ho k mujhy kaha aa beth peechay. Unho ne bike usi taraf ghuma li. Or 2 3 mint main hum wahi pohanch gaye jahan wo dono kharay thay.
Suny ne jatay ee kaha bhai ka MOB do. Moncho walay admi ne kaha paisy le aye?? Suny ne kaha ye mera cousin hai or main ne paisy nai dainay or MOB b le laina hai. Us ne admi ne kaha tu kia DIG ka puttar hai??? Suny ne kaha haan hoon. Itni dair main suny ne pent ki pocket se Nokia 6600 nikala call milai or kaha hello papa ye do mulazim hain chiller type hain hamza ka mob cheen lia hai(suny apny baap ko mujhy hamza keh k apna cousin show ker raha tha)shayed us k papa ne kaha k meri bat kerwao to suny ne MOB us mulazim ki taraf barha dia oe kaha bat kero. Moncho walay ne mob pakra or bat shuru ki. Pehlay to sunta raha shayed suny k papa uski maa behan aik ker rahay thay. Phir sorry sir sorry sir bolnay laga or kaha galti hogae sir main abhi de daita hoon. Fone kaan se utar k suny ko dia or apny sath walay ko ishara kia k inka MOB de do. Suny ne MOB pakra or pent ki jaib se 50 ka note nikal k kaha tea pee laina pain choddo. Or mujhy kaha betho bhai.
Hum 3no bike pe bethay to suny ne kaha yaar tum kham khaw darr gaye thay ye pain chod police main chiller bharti ho jatay hain or aisy hi marray bando ko daratay hain kahi naqa laga k or kahi aisy girls college k samnay. Or sath ee mujhy samjhatay huye kaha bhai next time aisi galti kabhi nai kerna girls college k samnay se larki pick nai kertay kiun k ye jurm hai. Pakray jao to bari bisiti hoti hai. Bike le k aao bachi peechay bithaao ye aye wo gaye. Itni dair main mane G.T road aa gaya tha mujhy unho ne wahan utara or kaha kabhi phir GRW aao to milna zaroor. Main ne suny ka number lia or us ka hath choom ka kaha bhai aaj to aap mujh gareeb k liye farishta ban k aye hain. Allah hafiz bol k ijazat li or bus stop ki taraf barh gaya.
Suny aaj bhi mera bara acha dost hai or wo GF aaj meri fiancei hai.:-D akser hum apni 1st nakaam date ko yaad ker k bara ee hanstay hain.
Hahahahahahahaha
Chal phr parjai ko meri tarf se naik khawahishat ka peghaim k again aesa na ho hahahaha
Teri mat mari gai thi jo rikshaw wale ko sb btaya han.
Shukar kr suny ne bacha liya tmhen.

Re: kabhi kabhi mere dill mein khiyal ata he

Posted: 06 Jun 2013 08:11 PM PDT

Kbi kbi mere dil mein kheyal aata hy k yum pe har koi q aata hy?
wajahat bhai kisi ka tu pata nahi mein tu yahan mera aik yar he wajahat uski baten sunne ata hoon
yaar waisy sochnay wali bat hai jo main kabbbbb se soch raha hoon. Bat ye hai k banda ata tab hai jab jata hai or main to jata ee nai ata kiu hoon ye batana mushkil nai waisy?? :-D
Aj kal to tum aate hi ni. Ghaib hi rehte ho. Idhar aaye udhar gaye




 

सेक्सी कहानी , सेक्सी ख़बर, सेक्स की सलाह, Hot sexy Hindi Story, Sexy tips in Hindi, Hindi Sexy News, Hot Insect Sexy Story In Hindi.